1) Agar nend aa jaaye toh so bhi liya karo….
Raato ko jagne se muhabbat lota nahi karti…
2) Ye dil hi to janta hai meri pak mohabbat ka aalam
Ke mujhe jeene ke liye sanso ki nahi teri jarurat hain
3) Raat bhar jalta raha ye dil usi ki yaad mein..
samaj nhi aata dard pyar karne se hota h ya yaad karne se